Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Pyar ke hai hum deewane lyrics english

Pyar ke hai hum deewane lyrics english

 Pyar Ke Hai Hum Deewane Lyrics 

Kitni mohabbat kisko

Kaun yaha karta hai

Yeh koi bhi naa jaane

Deewane pyaar ke

Hain hum deewane

Deewane pyaar ke

Hain hum deewane

Na maane pyaar ke

Bin dil naa maane

Duniya mein kya

Hain dhoka hi dhoka

Mujhko to bas hain

Tujhpe bharosa

Zulfon ke saaye

Resham si baahen

Tere liye hain meri wafaaye

Shamma hain deewani

Wo naa kabhi samjhegi

Kyoon jhalte hain parwaane

Deewane pyaar ke

Hain hum deewane

Na maane pyaar ke

Bin dil naa maane

Aaya hain mausam

Dil ki lagi ka

Aalam naa poocho

Deewangi ka

Naa hosh hain naa

Mujhko khabar hain

Yeh sab teri chaahat

Ka asar hain

Sard hawaa ke jhoken

Dekho is rut mein bhi

Mujhe aaye hain jhalaane

Deewane pyar ke

Hain hum deewane

Na maane pyaar

Ke bin dil naa maane

Kitni mohabbat kisko

Kaun yaha karta hain

Yeh koi bhi naa jaane

Deewane pyaar ke

Hain hum deewane

Deewane pyaar ke

Hain hum deewane.


Post a Comment

0 Comments